VlC Media Player Se Video Song Ko Mp3 Me Convert Kaise Kare?

namskar dosto pichle post me mane aap ko btaya tha vlc media player se apne pc ki screen record kaise karte hai agar wo post aap nahi padha hai yaha click krke padh sakte ho, VLC media player bahut hi popular software jiske dwara Hum Video ko Play karne ke saath saath aur bhi bahut se kaam kar sakte hai. aaj ki is post mein aapko batayenge, Vlc Media Player Se Video Song Ko Mp3 Me Convert Kaise Kare?

VLC Media Player Se Video Song Ko Mp3 Me Convert Kaise Kare?

VlC Media Player Se Video Song Ko Mp3 Me Convert Kaise Kare?

Vlc Media Player Se Video Song Ko Mp3 Me kaise badle iske liye aap niman step ko follow kare

Step 1: vlc media player ko open kare fir capture device pe click  kare

Step 2: File pe click kare fir Add pe click  kare video file ko select kare

Step 3: fir Play ke side me click  kare aur audio mp3 ko select kare jesa niche screen shot me bataya gaya hai

video song ko mp3 me convert kaise kare

Step 4: mp3 select karne ke bad browse me jaha aap ko file save karne hai folder ya drive chune aur file name type kar ke Save par click kare

song ko mp3 me convert kaise kare

Step 5: ab Start par click kare, star par click  karte hi video song mp3 me convert hona saru ho jayega

to dosto dekha aapne  kis taraha se aap  video song  ko vlc player ke dawara mp3 me convert kar sakte ho.

आप यह भी पढ़ें

aaj ka mera post Vlc Media Player Se Video Song Ko Mp3 Me Convert Kaise Kare? aap ko kaisa lga comment ke dwara jrur batana post pasand aaye to apne dosto me social network par share jarur kare, post se related koi bhi sawal aap ke pas ho to aap comment ke dwara pucch sakte ho post padhne ke liye aap ka bhut bhut dhnywad

Previous articleYoutube Video की Thumbnail Download करने के सरल तरीके
Next articleभारतीय Mobile Company कौन सी है?
Puran Mal Meena
यहाँ पर हम हर दिन ब्लॉग्गिंग, कंप्यूटर, मोबाइल, सोशल मीडिया, मेक मनी और इंटरनेट से संबंधित जानकारी हिंदी में शेयर करते है, यदि आप मेरे से कुछ सीख पाते हैं तो मुझे बहुत खुशी होगी । नीचे दिए गए सोशल मीडिया बटन को दबाकर हमें फॉलो करें ।

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here