youtube ek aisa platform hai jaha pe har tarha ke video dekhne ke liye mil jayenge.youtube par har parkar ki jankari share ki jati hai. ajkal har insan youtube pe apna channel banake video share karte hai.jinme kuch time pas ke liye video upload karte hai aur kuch youtube se paise kamane ke liye. aur jinme kuch video me jankari sahi milati hai or kuch me fake jankari milti hai. aisi fake jankari ke video upload karne wale apne video par view badhane ke liye. custom thumbnail bhi fake hi lagate hai.
jo jankari custom thumbnail me batai jati hai wo jankari video me dekhne ke liye nahi milti hai.aise video ko jab viewers dekhate hai.to jo jankari custom thumbnail me bataya gaya tha wo jankari video me nahi milane se viewers video ko dislike karte hai aur gande gande comment bhi karte rahate hai. ab apne video pe bhut sare dislike aur bhut sare bakar ke comment dekhta hai to wah youbtuber apne video ke comment box ko disabled kar deta hai.video me comment box ko disabled karne se na to kisi ko dislike dikhai dete he aur na hi koi comment box dikhai deta hai. jin logo ko video me comment ko disabled karna aata hai wo comment box ko disabled kar dete hai,
aur jinko nahi pta hota hai.unke video pe dislike aur comment aate rhate hai.video par jayada dislike new viewers par bhi bahut asar dalate hai.aur koi video ko dekhana pasand nahi karega.ab chaliye bate bhut ho gai sikh lete hai. apne video me comment box ko kaise disabled ya hide karte hai.
Youtube Video Me Comment Box Ko Disabled Kaise Kare

Step 1: sabse phale apne youtube channel me sign in kare.
Step 2: fir apne profile photo par click kare or fir creator studio par click kare .

Step 3: fir jis bhi video me comment box ko disabled karna hai. uske edit par click kare.
Step 4: edit par click krane ke bad Advanced settings par click kare.

Step 5: fir Allow comment par tik laga huwa hai usko uncheck karke save changes par click kare .

bas hogya aap ke youtube video me comment box disabled. aap video play karke dekh sakte ho.es parkar se aap apne youtube me comment box ko disabled ya hide kar sakte ho.i hop ab aap samjh gaye ho youtube video me comment box ko kaise disabled karte hai.fir bhi agar aap ke samjh me nahi aaya ho to aap comment karke hame puch sakte ho aap ki puri help ki jayegi.dosto ye post ap ko kaisa laga jara comment karke jarur bataye. bas aise hi aap hamare shath jode rahiye.hamare youtube channel ko subscribe karne ke liye yaha click kare my youtube channel aaiye skihe