Computer Me Internet Ki Speed Fast Kaise Kare

is post me hum aapko batayenge computer me internet ki speed Kaise Badhaye, pc me net fast kaise chalaye, Agar aapke computer me internet ki speed bahut hi slow hai, to tension lene ki koi baat nahi hai, hum aap ko computer me internet speed badhane ki tricks Bata rahe hai

Jise Follow Karke aap apne slow computer ki Internet speed ko superfast bana sakte hai, Mobile Me Internet Ki Speed Fast Kare, Mobile Ki Internet Speed Badhane Ke 10 Tarike  Iske bare me hum aapko Pehle Hi Bata chuke hai

Jab Bhi Hum computer Ya Laptop kharidna Hai  to use time to uski speed Kafi acchi hoti hai, lekin Dheere Dheere computer ki speed slow ho jati hai, computer ke hardware, processor Ram Bahut Si Baaton par depend karta hai, agar aapka computer high level ka hai to usme aapko internet ki speed bhi fast Milegi, yani aapka internet bhi fast chlega

lekin high level ka computer lene ke bad bhi uski internet ki speed slow ho jaye To Kya Kare, iske liye hum aap ko computer me internet speed badhane ke tarike Bata rahe hain Jis Ke dwara aap apne PC me internet fast Chala sakte hai

Agar Hamare computer ya laptop me Internet ki speed super fast hai to ham Internet se sambandhit kam bahut hi jaldi nipata lete hai, lekin Agar internet ki speed slow hai to usme Hame bahut Samay lag jata hai, is ports Me Ham aap ko computer ya laptop me internet ki speed badhane ka Saral Tarika Batayege, Chaliye Shuru Karte Hai internet ki speed fast karne ka easy tarika in hindi

Computer Me Internet Ki Speed Fast Kaise Kare

Computer Me Internet Ki Speed Fast Kaise Kare

computer me internet ki speed badhane ke liye, Aisa Koi bhi tarika nahi hai ki button dabaya aur computer ki speed badh jaye, computer me internet ki speed badhane ke liye sabse Pehle Aap Ko Apne computer ki speed Ko Badhana hoga, computer ki speed badhane ke baad aapke internet ki speed bhi jaroor Badhaegi, Computer Ki Speed Kaise Badhaye/How To Increase Your Computer Speed, Iske bare me hum aapko Pehle Hi Bata chuke hai

Iske Alawa internet ki speed badhane ke liye, niche Diye Gaye steps  ko follow kare, internet ki speed badhane ki tricks Yeh Sabhi operating system Me Kaam Karega, aap cahahiye koi bhi windows use karte ho, Windows 7, Window 8,  Window 10 Sabhi me kaam Karega

Windows 7 Window 8 Window 10 Me Computer Ki Speed Kaise Badhaye

computer me internet ki speed badhane ke liye aap niman steps ko follow kare aap ko Apne computer ki speed badhane me Jarur madad milegi


Update Your Browser

internet ki speed internet browser Par bhi depend karti hai agar aap old browser use karte hain to aapke internet ki speed slow ho Jati Hai, isliye Samay Samay par Apne browser ko update Rakhi, agar aap google chrome browser use karte hai to,Update Google Chrome Browser 2018,Google Chrome Browser Ko Update Kaise Kare, iske liye aap es post ko read kare

Clear Browsing Data

Kai dino se agr aap browser ko use karte hain aur uska browser history cookies cahed clear nahi karte hain to Uske kar bhi Computer me internet ki speed slow ho Jati Hai es liye Samay Samay par Apne browser ka dat Clear karte rahe, Google Chrome Browser Ki History Delete karne ke liye aap es post ko read kare, Google Chrome Browser Ki History Ko Delete Kaise Kare,

Window Automatic Update off Kare


agar aap computer me internet ki speed Badana chahte ho to window ko automatic update off rakhe, window ko automatic update karne se internet ki speed window update hone me cahli jati hai, jab bhi aap ko time ho aap manual update kar sakte ho Windows 10 Me Auto Update Off Kaise Kare  iski Jankari yaha hai, Windows 7/8 Me Auto Update Off Kaise Kare aur iske liye aap is post ko padhe

Use Paid Antivirus

Apne computer me paid antivirus use kare, Free Ka anti-virus use Na Kare, Kyunki free ka antivirus use karne se computer me virus Aa Jate,virus Aane Ke Karan computer ki speed slow Jati Hai, iske liye aap Avast antivirus Quick Heal antivirus kaspersky antivirus etc use kar sakte ho

Check Your Modem

intenet ki speed sabe jayada  modem par nirbhar karti hai, agar aapne kai dino se modem off nahi kiya hai to modem ko off karke firse on kare, modem sahi se kaam kar rha hai ya nahi eske liye modem ko dusre computer ya laptop me laga kar check kare, agr modem me khrabi hai to usko change kare

Also Read

window XP Mein Internet Ki Speed Kaise Badaye

agar aap Window XP use karte hai to aap Windows XP me internet ki speed, niche Diye Gaye steps ko folow  Karke badha sakte hai

Step 1: start par click kare 

Step 2: control panel  par click kare fir security center par click  kare

Step 3: automatic update pe click  kare fir ak new windows khulegi usme niche SCREEN SHOT me dikhaye /gaye anusar turn off  automatic update par click  kare fir ok kare/    

Step 4: ab apne keyborad se Windows + R button dabaye fir Run box me type kare gpedit.msc fir Enter dabaye

Step 5: administrative templates par click kare firnetwork par click kare aur fir qos packet scheduler pe click  kare

Step 6: limit reservable bandwidhtih par click  kare

computer me internet ki speed fast kaise kare

Step 7: ab enabled ko select kare aur 20 ki jagah 0 type kare fir aplay par click kare ok kare/ aap ke computer ki speed fast ho jayegi is parkar aap apne computer me internet ki speed badha sakte hai

I hop ab aap samjh gaye honge Computer Me Internet Ki Speed Fast Kaise Kare, computer ki speed Kitni hoti hai, how to increase computer speed in Hindi, how to fast my computer in Hindi, PC me net fast Kaise Chalaye, computer ko super fast kaise kare, slow computer ko fast kaise kare, internet ki speed fast karne ka easy tarika in hindi, post pasand aaye to apne friend ke shath social network par share kare, internet ki speed fast karne ka tarika, ke bare me koi Sawal aap ke man me ho to aap comment ke dwara Hame bata sakte hai

Previous articleवीडियोकॉन D2H में चैनल कैसे जोड़ें?
Next articleक्या है क्रेडिट कार्ड के फायदे हैं और नुकसान है?
Puran Mal Meena
यहाँ पर हम हर दिन ब्लॉग्गिंग, कंप्यूटर, मोबाइल, सोशल मीडिया, मेक मनी और इंटरनेट से संबंधित जानकारी हिंदी में शेयर करते है, यदि आप मेरे से कुछ सीख पाते हैं तो मुझे बहुत खुशी होगी । नीचे दिए गए सोशल मीडिया बटन को दबाकर हमें फॉलो करें ।

2 COMMENTS

  1. desctop computer me wi fi netsetter bilkul pass me rakho to hi connecet hota h 2 mete ki doori se connect nhi hota h kuch btaye
    aap lo jaldi ans nhi dete ho plz dena jaroor

  2. koi dusra wifi adapter change karke try kare, mujhe lagata hai aapke wifi ki range bahut kam hai

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here